

Dua sachay dil se mange, Wazifa ki muddat kam az kam 11 din ya phir 41 din tak karein agar aap yaqeen ke sath karengay to Allah Ta'la aap ki murad jald hi poori kar dega. 300 martaba Ya Wadoodo, Ya Raufu, Ya Raheemu parhein parhne ke baad aap jis se mohabbat karte ho apni eyes close kar ke us ka tasawur karein or phoonk marein, phoonk marne ke baad Allah se Dua mange, Dua mangnay se pehlay bhi Durood Pak parh lein or jise bhi chahte hein ye Dua karein ke Ya Allah us ke dil mein meri mohabbat paida kar de or meri is se shadi ho jaye.

3, 3 martaba awal akhir Durood Shareef parh liya karein. Wazifa Thursday or Friday ki darmiyani raat ya phir Sunday or Monday ki darmiyani raat ko shru karein or time rozana Isha ki Namaz ke baad karein. Wazifa karne se pehlay kuch sadaqa khairat kar dien or 2 rakat nafil Namaz-e-hajat parh lein.

Wazifa kisi ke dil mein apni jaiz mohabbat dalne ke lie hai jis ko aap sachay dil se chahte ho or us se shadi karna chahte ho un ke liye karein.
